Y

YouLibs

Remove Touch Overlay

Appendix - किसी को भी हो सकता है - बचने का 4 तरीका

Duration: 05:30Views: 120.2KLikes: 4.9KDate Created: Oct, 2021

Channel: Pro Fit Official

Category: Howto & Style

Tags: appendix kyun hota haiunani nuskheappendicitispet dard

Description: Ek aisi bimari jisme pet me achanak se bahot tej dard hota hai or fir jyadatr operation krwana hi logo ki majburi hojati hai...Is bimari ko Apendicitis ke nam se jana jata hai joki kisi ko bhi kisi bhi hosakti hai lekin 10 sal se lekr 30 sal ke logo me jyadatar dekhne ko milti hai...google krne se pta chalta hai ki ye ek common problem hai joki sirf hamare desh bharat me har sal 10 lakh log is bimari ke shikar hojate hain...! Aaj hum bat karenge ki Apendix me inflammation kyun hota hai Isme operation krana sahi hai ya galat Or is bimari se bachne ke lie hume kya krna chahie Darasal humne video ki ek nayi series suru krne ka irada kiya hai jisme hum aisi hi bimaryon ke bare me janenge ki joki kisi ko bhi hosakti hai is series ko shuru krne se mera maksad ye hai ki logon ko pehle se hi un bimaryon ke bare me pta ho taki apni galatiyon me sudhar kr ke ussse bach saken...or aaj ki ye video us series ka part 1 hai jisme hum appendix ke bare me bat karenge... Aapke sharir me jaha chhoti aant khatm hokr badi aant shuru hoti hai wahi par ek chhota sa ang hota hai jise Apendix ke nam se jana jata hai aise kahen to ye ang aapke pet ke nichle hisse yani Nabhi se lagbhag 2 inch niche se 2 inch right side me maujood hota hai

Swipe Gestures On Overlay