Y

YouLibs

Remove Touch Overlay

कॉल सेंटर में ज्वाइन करना चाहते है तो विडियो को जरुर देखें - Call Center In Hindi

Duration: 12:05Views: 12.3KLikes: 381Date Created: Jan, 2020

Channel: Way 2 Anything

Category: Science & Technology

Tags: call center me salary kitni hoti haicall center me interview kaise hota haicall center details in hindihindi me call centercall center me kaise join karencall center interviewcall centercall center kya hota hiacall center video in hindicall center video in hindi best

Description: कॉल सेंटर में ज्वाइन करना चाहते है तो विडियो को जरुर देखें | Call center interview in hindi call center me interview kaise de . Hindi call center training call center me customer se kaise baat kare . Customer service training videos in hindi call center in hindi . Call center me job kaise kare call center me salary kitni hoti hai,call center me job kaise kare . Call center me customer se kaise baat kare call center me kya karna hota hai . Call center me kaise job paye call cente rme salary kitni hoti hai . Call center me job ke liye kya kare call center me kya kaam hota hai . Everything about call center call center training in hindi hindi call center interview. Is video mein mai un sabhi points ko touch karunga jo Call Center se related hai (Positive Points and Negative Points ), taki aapko koi aur video dekhne ki jarurat na paden. Chahe aap Fresher ho , Experienced yaa fir information ke liye aap is video ko dekh rahe ho. 1.Call Center Kya Hota Hai ? What Is Call Center In Hindi ? Answer - Call Center ek centralised office hota hai jaha par huge volume me Telephone Calls handle ki jaat hai Agents ke dwara . Agents ko ham Customer Care Executive , Yani CCE , and Customer Support Representative yaani CSR ke naam se bhi jante hai. 2. Call Center Me Kaam Kya Karna Hota Hai ? What Kind Of Work Is Done In Call Center In Hindi ? Answer - Actually Call Center me sabhi employees ke different work hote hai , agar aapki hiring Agent level par hoti hai to aapko calls handle karni hoti hai . Ya agar aap TL Team Leader ke liye hire kiye jaate hai to aapko agents ke team ko lead karna hota hai but TL ke liye experienced hona jaruri hota hai. 3. Call Center Kitne Type Ke Hote Hai ? Types Of Call Center In Hindi ? Answer - Basically Call Center 2 hi types ke hote hai Inbound Process and Outbound Process Inbound Process - Me calls aati hai yani Agents ke paas Customers ki calls aati hai Outbound Process - Is process me Agents Customer ke paas khud call karte hai Domestic - Calls regional language me hoti hai like Hindi or Punjabi and Marathi International - Isme English me calls hoti hai . 4. Call Center Ke Interview me kis type ke question puche jaate hai ? Questions Asked In Call Center Internews ? Answer- Call Center me Basic Questions hi puche jaate hai jinhone interview diya hoga unhe pata hoga iske baare me achhe se . Jo internew lete hai wo basic questions hi puchate hai aur observe karte hai ki aapke baat karne ka tarika kaisa hai aur kya aap customer ki baat samjh paayenge aur unhe apni baat samjha payenge ki nahi . Mai kuch questions aapko bata deta hu jo mujhse puche gaye the waise randomly wo koi bhi question put kar skte hai. Interview English or Hindi kisi me bhi ho skta hai ye depend karta hai ki unhe kis language ke liye agents chahiye. Agar wo English ke liye hire kar rahe hai to interview English me hoga warna hindi me. Tell me about yourself ? Have you worked before this company ? If Yes ! why you left the company ? What was your salary there ? What is your salary expectation ? We have got rotational shift are you comfortable about it ? Questions matter nahi karte hai wo ye dekhna chahte hai ki aap apne aapko kis tarah se represent krte hai . 5. Call Center ke internew me kitne round hote hai ? Rounds in call center interview ? Answer - Call center me 2 se 3 round hote hai jisme 1 girl hoti hai atleast aur wo sab basic questions hi puchate hai apko worry karne ki jarurat nhi hai . 6. Call Center me join karne ke liye kitni Qualification aur Age honi chahiye ? Qualification and Age required for joining call center ? Answer - Ye depend karta hai Call center to Call center aur waha ke HR kaise hai , agar aap 10th paas hai aur apki communication skill good hai to chances hote hai ki aapko wo log hire kar len lekin age 18 above honi chahiye . But kuch call center me 12th minimum hota hai . Kuch call centers ko mai janata hu jaha minimum qualification 12th hai but 10th pass bhi join kar skte hai apni majburi batakar. Follow Us Facebook facebook.com/TechieMunda Twitter twitter.com/TechieMunda Instagram instagram.com/TechieMunda

Swipe Gestures On Overlay